Shab e Barat ki Fazilat in Urdu
Hazrat Muhammad (S.A) irshad farmate hain keh Shaban ul Muazzam ki 15 shab ki ibadat buhat afzal hai. Farmaya is shab ko allah tala apne bandon key liye be shumar darwaze apni rehmat key
khool deta hai aur fermata hai keh kon hai jo aaj ki shab mujh se bakhshish talab kare aur mein is ko azab dozakh se nijat de kar is ki maghfarat karon farmaya aap ne keh is shab ki ibadat karne wale par dozakh ki aag Allah pak haram kar deta hai.